Dard-e-Dil Dard-e-Jigar Song Lyrics

Dil Ke Parinde Qaid Ho Nahi Sakte
Ishq Ke Rang Kabhi Safed Ho Nahin Sakte
Sachhe Ke Dard Surkh Gulab Hain
Yeh Khusbu Se Juda Ho Nahin Sakte

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho

Dhadkan Ka Dhadakna Jaana
Mera Yun Tadapna Jaana
Aap Se Hi Saara Aalam
Aap Se Behakna Jaana

Aap Ko Bas Aap Se Hi
Ab Toh Hai Churana Jaana
Aap Jana Lajawab Ho

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho

Pyar Mein Dil Hoke Deewana
Har Kasam Voh Tod Chala
Jitna Chaahe Usko Roka
Uspe Na Koyi Zor Chala

Betaahasha Besabar Main
Raah Mein Aap Ki Aur Chala
Mujhko Mujhse Karke Juda Sa
Loot Ke Dil Ka Chor Chala

Dhadkan Ka Dhadakna Jaana
Mera Yun Tadapna Jaana
Aap Se Hi Saara Aalam
Aap Se Behakna Jaana

Aapko Bas Aap Se Hi
Ab Toh Hai Churana Jaana
Aap Jana Lajawab Ho

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho

Dil Ke Parinde Qaid Nahin Ho Sakte
Ishq Ke Rang Kabhi Safed Ho Nahin Sakte

Ishq Hua Yeh, Kab Aur Kaise
Itna Rawaan Itna Gehra
Jabse Mile Ho Bas Ek Aap Ka
Khaab Aankhon Mein Thehra

Saansein Thehri Armaan Jaage
Dil Betaab Hai Har Lamha
Aap Ke Bin Shaam Savere
Hai Akela Hai Tanha

Dhadkan Ka Dhadakna Jaana
Mera Yun Tadapna Jaana
Aap Se Hi Saara Aalam
Aap Se Behakna Jaana

Aapko Bas Aap Se Hi
Ab Toh Hai Churana Jaana
Aap Jana Lajawab Ho

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho

Song Information & Track Credits

Song Title
Dard-e-Dil Dard-e-Jigar
Album / Movie
Gunmaaster G9 (2026)
Vocalist(s)
,
Music Composer
Record Label
Himesh Reshammiya Melodies
Language
Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *